Sapne me pani Dekhna – सपने में पानी देखना

Sapne me pani  Dekhna
Sapne me pani Dekhna

Sapne me pani dekhne ka arth

Dosto hum logo ko pata hai.ki jal hi jiwan ka adhar hai, agar hum logo ko bhojan na mile to  zinda rah sakte hai.Lekin agar humlogo ko Ak ya do dino tak hume pani na mile to hum zinda nahi rah saakte. Sapne me pani ko dekhna humare joytish ke anusaar se sabse jyada shubh mana jata hai. Agar hum baat kare adhik gahrai wali pani ki to ganga nadi ke pani ko hindu dharm me vardan kaha jata hai.

Sapne me pani Dekhna

jivan me jal ko sabse jayda saktishali pratik kaha jata hai. likin hume pata hai, ki pani  sabse jyada khatarnak hoti hai. sabko pata bhi hai pani ak vinashkari bhi hai. Lekin sapne me pani dekha jay to apke liye bahut hi shubh ki baat hai. iske alawa agar apke sapne me gande pani dikhai deta hai, Aise me apki sharirik aur manshik rup se ashubh sanket mana jata hai.

Dosto sapne me pani ko dekhna jyotish ke anusar shubh arth hota hai. jabki sapne me pani ko vibhinn samshiya me dekha jata

Read More:- Sapne me Sona Dekhna

hai. jisse hum uske anusar  pani ko dekhnhe se bhal milta hai. Aur yah shubh or ashubh ho sakta hai. To aiye jannege sapne me pani ko dekhne ka kya arth hota hai.

Sapne me Saaf pani dekhna

Dosto humre jyotish ke anushar se hum kai jagho par bahut sara pani ak saath dekhte hai, aise me  shaph pani dikhai deta hai to shubh sanket mana jata hai. ki apni aane wali samay me saphlta milne wala hai. in saphltao ke matlab ho hai,ki aapke apne kamo me unanti hone wali hai ya aap padhai kar rahe to aap uchcha sathan prapt karne wale hai. aise me agar aap nokri kar rahe hai,to apka  sallery badhne wali hai. a sapna apko labh hi deta hai.

Sapne Me Talab ke pani me dubna

 Sapne MeTalab ke pani me dubna
Sapne MeTalab ke pani me dubna

Agar sapne me dekhte hai, ki agar aap ta talab ke kinare jate hai, aur waha se apka per phisal jata hai Aur aap talab me dub jate hai dubne ke baad aap badhe presani ki samna kare aap zinda rahte hai. To aise me a sapna apke liye chetavani hai. Is sapne ka matlab hota hai ki aapke anewali samay me apko bahut hi jyda mehnat karni hogi, tab aap apani zindigi me carriyar ya anay mehnat ko bacha payenge. Nahi to kai salo ki mehnat pani me phir jayga.

Sapne Me Pani Pina Dekha

yadi aap sapne me apane apko ko nadi me pani pite huwe dekhte hai to ye sapna apke jiwan me khush khabri ka sanket karta hai. ye sapna apko batata hai, ki apke kuchhi dino me badhai savarup koi apaki badhi khush khabri milne wali hai. is shukh khabri me nokari, pesa, bachha hona, sadi hona ya isake alava ye sapna apne khoye huwe pyar ko pane  ka sanket bhi deta hai. ki apake kuchhi dino me apko apane  khoye huwe pyar milne wala hai.

Jharne Ki Pani Girte Wuwe Dekhna

Agar aap sapne me kisi jharne ko dekhte hai, ki jharna charam satithi me bah raha hai. aur aap jharne ki pani ko badhe gor se dekh rahe hai. To iska matlab hai, ki apki ane wale kuchhi dino me aap kisi bhi bimari se pidhit hone wale hai. jiske karan se apko badha dukh jhelna pad saakta hai. To is prakar ke Sapne ana humare liye ashubh snket mana jata hai.

Aise sapne ke prabhav se bachne ke liye, Apko bhagvan vishnu ki puja karni chahiye, Taki apake pure sapne ka asar kar ho sake.

Gram Pani Ka Sapna Dekhna

Dosto jyotish ka manna hai, ki agar aap sapne me gram pani pite huwe dikha dete hai. To ye apke liye shubh sanket ko darshta hai. iska matlab yah ha. ki apne ane wale dino me kuchh khush khabri milne wali hai, Aur iske shubh samachar ke doraan apko bahut sare dhan ki prapati hone wali hai.

Sapne me ganda pani dekhna

Agar aap sapne me ganda pani dekhe hai, To iska matlab hai ki Apke jivane me bahut sare takhliphe ane wali hai. Aur aap koi bhi kaam karne jaye, To Apke kaam bigdhne wale hai.

Sapne me ganda pani dekhna
Sapne me ganda pani dekhna

To ye sapna is baat ka chetani deta hai. Ki aap koi bhi shubh kaam ki suruyat na kre, Agar aap is sapne ke doraan apne kamo ki shubh prarambh kiya to apke kamo me bahut si badha anewali hai, iske alawa agar aap nokri karte hai, Aur aap is prakar ke sapne ka samana  karna padh jaye to iska matlab hai ki apke malik apko kisi karan ki arop lagakar apko nokri se nikalna chahta hai.

Agar aap naye ghar bana rahe hai, Aur aise me apko aisa sapne ya jata hai, To iska matlab hota hai. ki ye ghar apake liye ashubh hai.

Agar aap naya ghar banna shuru kar rahe hai ,To aise me apko ak achha pandit dekhna us jagah par havan karwana chahiye, Jisse us jagah ki nakaratamk Shaktiya khatam ho jaygi.

Spane Me Mahasagar Ki Pani Dekhna

Aap sapne me samundar ya mahasagar ka pani dekhte hai, To ye sapna apke jivan me galtiyo ko sudharne ka chetavni ka sanket deta hai. Ye sapna batata hai. Jo ki aap apne atit me jo galtiya ki hai, un galtiyo ko apko jald hi sudharna  hoga. Aur in galtiyo ko sudhrane ke liye apko bahut hi jyda mehnat karni hogi. To ye sapna apko galtiyo ko sudharne ka sanket deta hai. ki abhi apke samay aya hai, Aap apni galtiyo ko sudhar le nahi to apke sath kuchh bhi anhuni ho sakti hai.

Sapne Pani ki bunde dikhai dena

Sapne Pani Ki Bunde Dikhai Dena
Sapne Pani Ki Bunde Dikhai Dena

Agar sapne me apako badi badi pani bunde dikhai deta hai,To ye apke liye badi khushkhabri se kam nahi hai. kyoki is sapne ka arth hai, Ki  ane wale samay me apko saphalta milne wali hai. apko jyada mehnat karni ki jarurat nahi hai, bas apko ak baar  man laga ke kam karne ki jarurat hai. Agar apne ak baat maan me lagakar kisi  kaam ko kar liya to apko kisi kray ko karne ki jarurat nahi hai. Iske baad aap ghar bethe kamaoge.

Sapne Me Pani se bhara huwa ghar dikhai dena

Agar apko sapne me ghar aur apne kamre pani se puri tarah tabalab dikhai deta hai, to aap buri tarah se presan hai. To iska matlab hai. ki apki anewali samay me apako bhavisay se juda pyda hone wala hai. yani apka sapna pura hone wala hai.

Read More:- Sapne Me Chori Hona

Conclusion:- Yadi aap bhi inme se koi pani ka Sapna Dekha hai to uske baare me jaankar aapko kaisa lga matlab ki apake sath Subh hone wala hai ya Asubh hame niche comment kar ke jarur batayen ya inme se aapko apne milte julte sapne se nahi mila ho to aap hamare dusre post ko bhi dekh skte hai ya niche comment kar skte hai taaki hum use jald se jald laane ki koshish karenge.

Sapne Me Pani Dekhna, Sapne Me Pani se bhara huwa ghar dikhai dena, Sapne Pani Ki Bunde Dikhai Dena, Sapne me ganda pani dekhna, Sapne Me Pani Dekhne Ka Arth, Sapne me shaph pani dekhna, Sapne MeTalab ke pani me dubna, Jharne Ki Pani Girte Wuwe Dekhna, Gram Pani Ka Sapna Dekhna, Sapne Me Pani Pina Dekha, सपने में पानी देखना, Sapne Me Pani Dekhna, सपने में नदी देखना, Sapne Me Nadi Dekhna, Sapne Mein Nadi Dekhna, सपने में तालाब देखना, सपने में गंगा देखना, सपने में समुद्र देखना, Sapne Me Talab Dekhna, Sapne Me Samudra Dekhna, Sapne Me Pani Me Tairna, Sapne Me Pani Me Khelna, सपने मे बारिश देखना, Sapne Me Balti Me Pani Dekhna, Sapne Mein Pani Dekhna,